Redmi Note 7 Pro top features and Problem in Hindi: Hello And Namskar Dosto Welcome To Gadgetmasterji. Aaj Ki ye post bahut special hone wali hai kyunki aaj ki ye post me aapko Redmi Note 7 Pro ke baare me batane wala hu.
Aapko Is phone me kya kya achhi achhi chij milti hai. Iske alawa Redmi Note 7 Pro top features and Problem Ke baare me jante hai. To chaliye bina Kisi Deri ke start Karrte hai is Post ko.

Redmi Note 7 Pro top features and Problem
India Me Redmi Note 7 Pro ko 28 Feb Ko Launch kiya gya tha Aur Us Time Ye phone sako Chauka Diya tha kyunki Ye phone Redmi Note Series ka ab Tak Ka sabse Kamaal Phone hai iske alawa ye China se Pehle India Me launch Kiya gya tha.
Redmi Note 7 Pro Ke Top Features Baad Me Janenge Pehle iske Kuch Details Le le. India Me Ye phone aapko Flipkart Aur Mi.com Per Online Milegi.
Redmi Note 7 Pro Ke Price ke baare me baat kare to Ye Phone aapko Two Varients Me Mil jate hai Ek Jo varient Milta hai Wo 4GB+64GB Ka milta hai Jiska keemat 13999 Indian Rupees Hai.
Dusra Varient Hai jo ki Higher Variant hai Isme aapko 6GB ka RAM aur 128 GB ka ROM milta hai Aur Iski Keemat 16999 Indian Rupees Rakhi gyi hai.
Specification Ke hisaab se is phone Ka keemat Jabardast Rakha Gya hai.
Redmi Note 7 Pro Ke Specification-
Redmi Note 7 Pro Ke jaldi Se hum Spec Ke baare me bata De rhe hai Isme aapko 6.3 inch ki Led display wala Water Drop notch Ke sath Milta hai Jiska Aspect Ratio 19:9 ka milta hai.
Redmi Note 7 Pro me Powerpack All new Snapdragon 675 AIE wala Processor milta hai jo ki Midrange Divices ke lie best Processor hai.
Camera Aapko Sony Ka IMX 586 Wala True 48 MP ka sensor milta hai jiska 1.8 Aperture size hai. Secondary Camera 5 MP ka milta hai jo ki Depth Ke lie Use Kiya Gya hai. Selfie Me 13 MP ka camera milta hai. 4000 Mah ki battery aur Glass back design Milta hai Piche me.
Redmi Note 7 Pro Ke Top Features Ki baat Karte hai To Ye abhi tak Ka sabse Powerfull Note device hai Redmi Ki taraf Se Kyunki Unhone Inme Lagbhag Kam Keemat Per Sabhi Tarah Ke Features dene ki Try kiya hai.
Redmi Note 7 Pro Ke Top Features-
1.design- Redmi Note 7 Pro Ke Top Features ke pehla part Ki baat kare to iski glass Design bahut hi Attractive look Deti hai Jisse Dekhne me Bahut achha lagta hai.
sath me 2.5D curved bhi aage aur piche se dono taraf se jisse phone aur achha dikhta hai.
2.Gorilla Glass 5- Redmi Note 7 Pro Ke Top Features Ke dusre part ki baat kare to isme Aapko protection kafi jabardast Milta hai Kyunki Isme dekhne ko milta hai Corning Ka Gorilla Glass 5 ka protection.
Aur Ye Protection Na keval Display Per Milta hai Balki Piche Bhi Milta hai.
3.48MP True camera- Redmi Note 7 Pro Ke Top Features Ke tisre part ki baat kare to Isme aapko 48 MP ka true Sony Wala IMX 586 wala Sensor dekhne Ko milta hai.
Jisse Aap stunning Photo Click KLar sakte hai. Isem aapko 12 MP ka option Milta hai aap Jo chahe usse Photo Le sakte hai.
48 Mp ke camera se aap Daylight aur Night me Bhi DSLR wali photo le sakte hai.
4.EIS and 4K Recordings- Redmi Note 7 Pro Ke Top Features Ke Agle part ki baat Kare To isme aapko Video Recording Karte time EIS ka support Mil jata hai.
EIS{Electronic image Stablization} Yani Ki Aapki Video Shaky Nhi Hoga Smooth video recording Hoga.
Sath Me 4K ka recording Bhi mila jata hai jisse Aap 4K ka Recording Kar sakte hai.
5.Type C- Redmi Note 7 Pro Ke Top Features Ke agle part ki baat kare to Isme aapko Type C port Milta hai Jo Ki ab Tak Ka Redmi Note series Me Pehli baar Hua hai Jisme Type C diya gya hai.
Ab Type C se Aapko data transfer fast Hogi aur fast charging karne me Bhi Help karegi.
Sath Me type C port Se ek Fayda Hai ki Isko aap Ulta Sidha Dono taraf Se laga Sakte hai Koi dikkat Wali baat nhi hai.
6.Quick Charge 4.0 Ka support- Redmi Note 7 Pro Ke Top Features Ke agle part Ki baat Kare to Isme aapko Qualcomm Ka Quick Charge 4.0 Support Milta hai Jisse aap Redmi Note 7 Pro Ki 4000 Mah ki bari battery Ko jald hi charge kar sakenge.
7.Camera 2Api Enable hai- Redmi Note 7 pro Ki sabse Bari Feature ki baat kare to redmi ne pehli baar apne Note series me Camera 2 api enable karke diya hai by default.
Is se Aapko Ye fayda hone wala hai ki aapko Manual camera ki full access milne wala hai Aur sath me hi Pixel Devices Ke Camera APK ko Easily Method se install Kar sakenge Koi Root Karne Ki jaroorat nhi hogi.
8.Android Pie and Miui 10- Isme Aapko Android ka latest Version Android Pie 9.0 Dekhne ko Mil jata hai aur sath me Mi ka apna khud ka custom ui MIUI 10 Dekhne ko milega Jo ki Achhi baat hai.
9.3.5 mm audio jack- Redmi Note 7 Pro Me aapko 3.5mm Audio Jack Dekhne Ko mil jata hai. Kyunki Aaj aise bahut se phone aa rhe hai jisme ye missing ho rhe hai lekin isme aapko ye milta hai.
10. FingerPrint And FaceUnlock- Redmi Note 7 pro Me face Unlock Aur Finger Print Dono Milta hai Jisse aap Apne Phone Ko secure Kar sakenge. Ye kafi fast work Karti hai aur jaldi se aapko phone ko Unlock Karti hai
Redmi Note 7 Pro Ke Kuch Kamiya-
Redmi Note 7 Pro Ke Kuch Cons Ke baare me baat kar lete hai Kyunki Koi bhi Phone aaj Perfect Nhi hota hai Usme Koi na koi Problems jaroor Hota hai.
Is Phone me Problems Kam Hai lekin Aapko janna jaroori hai iske baare me.
1.Box me Fast Charger Nhi Diya Gya hai-
Redmi Note 7 Pro Ke Cons Ke baare me baat kare to Iske box Me fast Charger Nhi diya gya hai lekin Phone fast Chraging Support Karta hai.
Yani Ki Aapko kareeb 1k RS aur Milane Honge Ek Fast Charger Ko Purchase Karne Ke lie.
2.Hybrid Sim Slot-
Redmi Note 7 Pro Ke Cons Ki baat kare to Isme aapko Hybrid sim slot dekhne ko mil jati haim jisme aapko single sime aur memory card lagane ka option milega agar aap do sim card lagatye hai tabh aapko memo9ry card lagane ka option nhi milega.
3.Glossy Back-
Redmi Note 7 Pro Ke Cons Me Uske Ek Glossy Back bhi hai Jiske karan Ye hath Se Bahut slip Hota hai aur girtne ka dar bana rahta hai.
Ye koi bari baat nhi hai lekin Mai isko Cons Me rakhta hu agar aap Ye phone lijiye ga to Back Cover Laga ke rakhna hoga.
● Blogging से पैसे कमाए [Complete Guide 2020] ● Tik Tok से पैसे कैसे कमाए ● Best Jio Ringtone download
Redmi Note 7 Pro Ek Bahut hi achha Smartphone hai Agar aap isko Buy Karne Ki soch Rthe hai to aap isko Le sakte hai.
Kyunki Is price Me abhi Market Me Isse Dusra Option Available Nhi hai. 14k Me aapko Ek Complete Package mil rha hai.
Dosto To Ye Rahe Redmi Note 7 Pro top features and Problem Ummid Hai aapko Pasand Aaya hoga agar Pasand Aaya hoga to apne Dosto ko Share jaroor Kare.