India me Tik Tok kyu ban hua- हैलो दोस्तो क्या आपको मालूम हैं की April 2019 मे भारत मे Tik Tok ban हुआ था और Tik Tok क्यू ban हुआ था ये भी मालूम हैं आपको।
आज की ये पोस्ट मे मैं आपको बताने वाला हूँ India me Tik Tok kyu ban hua इसके अलावा Tik Tok ban होने के 5 कारण कौन कौन से थे सभी को इस पोस्ट मे जानने वाले हैं।

About TikTok
- Name- TikTok
- Old Name- Musically
- Release date- September 2016
- Support System-ios 287 Mb & android 72mb
- Available in – 38 Language
- Type- Video Sharing
- License- Freeware
- Website- TikTok.com & douyin.com
- User-500 Million Globally
- Indian user- 120 Million
TikTok History-
TikTok Ek Chinese Video Sharing app hai Jo ki China Me Iska Name Douyin hai Aur India Me Isko TikTok Ke Name Se Jante hai.
TikTok ki Popularity ka pata isi se Lagaya Ja Sakta hai Ki Isko 500 Million Se Bhi Jada Download Kiya Gya hai Worldwide.
2017 Ke Last Me Byte Dance name ki company Ne $1 billion me Musically Ko Purchase Kar Lia tha Aur Iska Name TikTok Rakh Diya.
TikTok Abhi 150+ Market Me available hai Aur 75 Language me Globally Kaam Kar Rha hai.
TikTok Ne June 2018 Me Record Tod Download Hua Iska Monthly Active User WorldWide 500 Million hai Aur Akele China Me Monthly Active user 150 Million Hai.
2018 ki 1st Quater me Ye Duniya Ki sabse Jyda Download hone Wali App Ban Gyi Thi Jo Ki Apne Me Ek Bari Baat Hai.
Kya Karte Hai TikTok Me-
TikTok Ek short Video Sharing App PlateForm Hai Jaha Aap Apna ek Khud Ka Video Bana Sakte Hai Aur Usko Share Kar Sakte Hai Social Media Par.
TikTok Me aapko Bahut Sare Features Mil jate Hai Jaise Ki Aap Apna 0 To 30 Second Ka Video Baniye Aur Usme Koi Song/Download Ko Lagaiye Aur Post Kar Dijiye.
Iske Baad Aapka Video TikTok Pr Publish Ho Jayega Aur Public Usko Dekh Sakti Hai Aur Like Bhi Kar sakti hai.
TikTok Pr Sabse Jyda Dubbing Video Banayi Jati ahi Jisme Aap Ek Koi Song Ya Dialogue Ya Kisi Bhi type Ke Music Par Lipsing Karke Ek Short Video Create Kar Sakte hai.
TikTok Ispr Apne Video Ko Kai Type ke Effect Aur Transaction Laga Sakte Hai, Slow motion, time Lapse aur Reverse Video ka Bhi Features Available Hai.
India me Tik Tok kyu ban hua
- Privacy
- Section 79 Of the IT act
- Hate Speech
- Recently Big Accident Happened
- Children Saftey
India me Tik Tok Kyu ban hua tha Iske Piche ke Sabse 5 karan kya kya the,chaliye sabko ek ek karke explain karte hain
1.Privacy
TikTok Ek Chinese Company Ki App Hai Aur Aap Jante hai ki India Aur China Ke Relation Achhe Nhi Hai.
Haal Hi me India aur china ke bich Ladakh me bahut saari Apriye Ghatna hua hai jiske wajah se Pura desh china ke khilaaf naraj hai.
TikTok ko jab Aap Download Karte The Uske baad Ye aapse Kuch Permissions Magta tha Jaise Microphone, Gps location, Phone Call, Storage aur Microphone.
Aur User Badi Easy Tarike Se Sabhi Permissions Ko Bina dekhe Allow Kar Dete hai. Lekin Iska Bahut Bada Empact Ye hai Ki Tikok aapke Sare Phone ke data ko Store Kar rhi hai.
Aur TikTok Per ye bhi ilzaam Laga hai Ki In Sare data ko Jo Ki India Ke log Bina Dekhe Allow kar dete hai Chupke Se China Me Bhej Rha hai.
Ye Ek reason ho sakti hai India Me TikTok Ke banned Ka, Kyuki India Govt Privacy Ko Lekar Kisi Bhi Prakar Ka sahan Nhi Kar sakti hai.
Ham Apne Desh ke Prati Koi bhi galat kaam Bardast nahi kar sakte hai aur TikTok ban karne ke piche Sarkar ka Jo Kadam hai Mai usko Pura support karta hu.
2.Section 79 Of IT act
Section 79 Ek Indian Technology Act hai Jaha Per Aap Apne User Ke data Ko Monitor Nhi Kar Sakti hai. Facebook, Whatsapp aur jitney Bhi Social Platform ya Technology Se Related App, Website hai Agar Unko India Me Kaam Karna hai To Section 79 of IT act Ko Follow Karna Hi Parega.
Sectiion 79 Of IT act Ke Under Jo Rule banaye gye hai Apko Uske Hisab Se Chalna hoga Agar Aap Isme Jara Se bhi galti karte hai tab Sectiion 79 Of IT act ke tahat Aap Par Legel Karwai kiya Ja sakta hai.
TikTok Ne Is Rule ko Najar Andaaj Karke Sectiion 79 Of IT act Rule Ka Baat Nhi Mani Jiske wajah Se TikTok Ko India Banned Kiya Gya.
India me Tik Tok Kyu ban hua ye iska dusra reason tha.
3.Hate Speech
TikTok Ke user Bahut Sare hai India me Iski Monthly user 120 Million Se Jyda hai To Ye Baat Saaf hai Ki yaha Pr Audience Bhi Jyda Video banyenge.
Abhi haal hi Me bahut Sare Aise Video Paye Gye hai Jisme India Ke bare Bahut Galat word ka Use Kiya Gaya tha.
Bahut Sare aise Video Aye Hai Jisme Hate Speech ko failaya ja rha tha. Aise TikTok Par bahut Sare Aise Video Bhi hai Jisme cast Ke name Par Ek Dusre Ko Gali De rhe the.
Lekin Baat ye hai Ki TikTok Ne Isper Koi Action nhi Liya Usne Aisa Koi Algorithm Nhi laya Jisse Ye sare galat Video Par Rok Lagayi ja sake.
India mai tiktok ka ban hone ka ye bhi ek bahut badi reason hai.
4.Recently Big Accident Happened
TikTok Ka Craze logo Me itna Badh Gya hai Ki Jaha Log Ja Rhe Hai Whi Video Shoot Karne Lagte hai. Pehle Selfie Lene Ka Craze tha aur ab TikTok Par Video Banane Ka Craze hai.
Abhi Haal Me aise Bahut Sare Road Accident hue hai Jiske Karan India Me Kai Ladko ki Jaan Chali Gyi Aur baht Sare Injured Bhi Hue hai.
Mumbai Me TikTok Pr Video Banane Ke chakkar Me Apni Bike ko Road Per hi Thok Diya Jisse Un Dono Ki Spot Death ho Gyi .
India Ke Bahut Sare Jagaho Se Aise Accidental News aayi hai Aur Kai Aise Videoes Bhi hai Jisko Dekhne Ke Baad Aap Hairan Ho Jayenge.
Kabhi Road Per, Kabhi River Me, kabhi Railway Track Per, Kabhi Pahar Pr Aur Na jane Aise Baht Sare sensetive Place Per Videos banye Ja Rhe Hai Jiske Accident Hone Ka Chance adhik Rahta hai.
5.Children Saftey
TikTok Ke user Ki Baat Kare To India Me Bahut Aise User Hai Jinki Age 18 Se Kam Hai. TikTok Per Aise Bahut sare Video Upload Hoti hai jo ki Unko Childrens ko Nhi Dekhni Chaiye.
Govt Ne Isko rokne Ke lie TikTok Per Notice Jari kiya tha Lekin Tiktok Ne koi Kadam Nhi uthaya.Jiske karan TikTok ko Banned Kar Diya gya hai india me.
यह भी पढ़े -
● Pm का Full Form क्या होता है ?
● Mbbs का Full Form क्या होता है ?
● Co का Full Form क्या होता है ?
● Phd का Full Form क्या होता है ?
Sirf india he nahi kafi desh jaise ki Bangladesh, Thailand, Indonesia, Malaysia mai bhi tiktok ko banned karne ki taiyari ho rahi rhi Hai Aur bahut jald in jaghao mai tiktok ko ban hote dekha ja sakta hai.
भारत मे Tik Tok banned kyu hua tha अब इसके बारे मे आपको कुछ आइडिया हो गया होगा मैंने 5 karan bataya Tik tok ke banned hone ka उम्मीद हैं आपको पसंद आया होगा। ये कारण भारत मे बहुत ही लोगो के जीवन को प्रभावित किया हुआ हैं।
Privacy, Section 79 Of IT act, Hate Speech, Recently Big Accident Happened, Children Saftey येँ 5 कारण हैं जिसके कारण से Tik Tok भारत मे बंद हुआ.
अपनी प्रतिक्रिया दें।