आज इस लेख मे मैं आपको ब्लॉगिंग की पूरी जानकारी देने वाल हूँ जैसे ब्लॉग क्या है? ब्लॉगिंग क्या है? डोमैन होस्टिंग क्या हैं और 2021 मे ब्लॉगिंग से पैसे कैसे कमाए? अगर आप इस पोस्ट को अंत तक पढ़ते हैं हैं तो आपको Blogging के बारे मे पूरी जानकारी हो जाएगी।

Blog Kya hai?
Hm apne laptop, Mobile phone se Internet pr Jobhi search Karte hai aur badle me Jo result aata hai jisko hm Padhke Apne Question/Problem ka solution lete hai, wo sabhi Blog hi kahlate hai.
Read Also - Event blogging kya hai
Man lijiye ki hme jan na hai, Biryani kaise banaye? Iske bare me Internet se Jankari lena hai tab,
To hm Google ya Bing ya Yahoo pr search karte hai Aur jo Niche result aata hai jisme Complete process rahta hai ki Biryani Kaise banaye? Whi blog kahlata hai.
Blogging kya hai?
To Blog ko Publish karna aur Audience ke lie apna knowledge ko ek Article ke medium se Share karna Blogging kahlata hai.
Also Read - Blog Par Traffic Kaise Badhaye
Man lijiye ki hme Computer ke bare me bahut knowledge aur hm Us Knowledge ko Internet pr share karna chahte hai to hm Blogging ke Medium se ye kaam kar sakte hai.
Blogging se hm apna knowledge internet pe dalte hai jisse Aur dusre log usko padh sake aur unko help mil sake.
Blogging Start Kaise Kare?
1)Niche/Category select kare-
Dosto Blogging start karne se pehle aapko ye decide karna hoga ki aap Kis chij ke bare me Blog likhna chahte hai aur Kis language me Likhna chahte hai.
Aap apna Blog English, Hindi, hinglish, Bengali, Marathi,….etc koi bhi Language me open kar skate hai Jisme aapko Knowledge ho.
Blogging start karne se pehle aapko ye Pata hona chahiye ki aap kis category ke bare me sabse achha knowledge rakhte hai,
Niche ki Baat kare to aap Kisi Niche pr Blog Bana sakte hai Example- Android Tips, Technology Tips, Computer, Cooking, educational, blogging, Medical-related blog, ya or koi jisme aap interested ho.
2)Platform Choose kare-
Blogging start karne ke lie aapko Plateform ki jarooart padegi Jaha se aap Blogging se related sare tools ko control karenge, Jaha se aap article likhenge aur Blogging ka sara kaam karenge.
Blogging ke lie bahut sare platform hai kuch paid hai kuch free hai Lekin agar aap pehli baar blog start kar rhe hai. agar aap beginner hai blogging ke area me to aap free wala plateform choose kare.
Blogging ke lie mai aapko 2 Plateform suggest karunga Jisme ki ek free hai aur dusra Paid hai. But agar aapke pass paisa nhi hai invest karne ke lie to aap free wale pr ja sakte hai aur apna pehla blog bana sakte hai.
2 Popular Blogging Plateform
1.Blogger
2.Wordpress
ब्लॉगिंग शुरू करने के और भी plateform हैं लेकिन Blogger और WordPress सबसे Popular और Trusted site हैं, अगर आपके पास Budget हैं तो WordPress पर ही start कीजिये।
ये भी पढे:- > ऑनलाइन घर बैठे पैसा कमाने के 20 तरीके > Course बेच कर पैसे कमाए > Dropshipping क्या हैं इससे घर बैठे पैसे कैसे कमाए
Google Ke taraf Se aane wala Blogger aur ek Paid platform WordPress, jo ki paid hai aur aapko yaha paise dene padte hai.
Blogger pr apna blog create kijiye jaha aapko hosting ki jaroorat nhi padta lekin wordpress me Hosting ki jarooart padta hai.
Blogger me aap Keval ek Domain buy karke Blogging start kar sakte hai aur jab aapke Pass Budget ho jaye aur Blogging ke bare me kuch Knowledge ho jaye tab aap WordPress pr Shift ho jaiye.
Blogger vs wordpress-
Blogger free hai aur yaha aapko kuch pay karna nhi padta hai Jabki WordPress Me hosting aur Domain ke lie Pay karna Padta hai.
Blogger Me aapko .blogspot default domain milti hai jiko aap Alag se domain Buy karke .blogspot ko apne .com/.in/.tech…….etc me convert kar sakte hai.
Blogger me aapko features kam milte hai whi aapko WordPress me Bahut sare fetures milte hai Jiske madad se aap Apne blog ko bahut achhe tarike se customize kar sakte hai.
Blogging me bahut limitation milta hai jabki WordPress me aapko Sabhi kaam ke lie Plugin milta hai jo ki bahut help karta hai.
Domain kya hai-
.com/.in/.net/.tech/.online/.govt/.co.in ……….etc yehi Domain kahlata hai aur Isko buy karna hota hai.
Jaise aap mere is Blog ko dekh sakte hai gadgetmasterJi.com hai to .com maine Buy kiya hua hai Godaddy se.
AAP bhi agar Blogging start kar rhe hai to Domain ko Buy kar lijiyega.
Hosting kya hai-
Dosto Blogger hosting ki jarooart nhi padta hai Lekin WordPress Pr jab apna Blog banaiyega ya Blogger to WordPress pr shift hona padega, to Hosting ki Jarooart padega.
Hosting ek server hota hai Jo aapke Blog ko Internet pr Live rakhti hai Simple Language me Kah sakte hai ki Jis tarah Bijli rahti hai tab aap TV ko chala sakte hai.
Bijli ke cut ho jane se aapka TV band ho jata hoga, Thik usi Tarah hosting hai agar aapko Hosting chalu hai to aapka Blog internet pr hai Hosting ki Validty end hote hi aapki Blog internet Pr Open nhi hogi.
Aapke Blog ki jitna bhi data jaise Koi file, Images, text etc ko Hosting apne server me save rakhta hai aur aap apne blog ke Setting bhi Hosting me jake change kar sakte hai.
ये भी पढे:- > Blogging से पैसे कमाए [Complete Guide 2020 > Youtube से पैसे कैसे कमये Full Guide > Adsence से पैसे कैसे कमाए Full Guide
content publish kare
Dosto aapne Ek blog creates kar lia domain le lia apne site ko customize kar lia but ab Real Blogging yaha se start hota hai Post Publishing ka.
Aapka Jo blogging me Main yehi kaam hai ki aap apne Blog Pr Apne Niche ke Mutabik achha Contents ko Publish karna.
Aapne Jis Bhi Category pr Blog banaya ho ab Us Niche pr Regularly Article Likhna, wo bhi achhe tarike aur lamba.
Dosto aapko jis Topic Pr likhna hai aapko Kam se Kam 500 Word ki to likhna hi hai Article
aur Topic ke hisaab se aapko Jyda se jyda word likhna hai Jaise 2000 word, 3000 word me.
Aapko Har chij apne Post me Cover karna hai har ek chij ko Explation ke sath audience ko dikhana hai.
Tips for article/post writing-
- Jis topic pr likhe sabse Pehle us per apna research kar le aur keyword research Karna hi Karna hai.
- Article ko lamba likhna hai Jyda se jyda word me likhna hai jisse aapka post Google me rank kar jaye aur aapko Jayada Views Mile.
- Apne article me images ka bhi use kare aur images ka bhi achha sa Optimize kar de.
- Article likhte samaya H1,H2,H3 tag ka Use jarooar kare aur Heading , Subheading ka bhi use kare
- Artcile ko likhte samay Details me likhe Point to point ko explan kare aur koi shortcut me na jaye.
- Artcile ko Simple Language me likhe jisse Padhne walo ko Easy lage aur apna Time de aapko blog pr.
Blogging se paise kaise kamaye?
Blogging Se Paise kaise kamane ka bahut sara tarika hai lekin mai aapko 2 bahut popular tarika batane wala hu jisse aap easily Blog se paise kama sakte hai.
1.AdSense se
2.Affliate marketing
ब्लॉगिंग से पैसे कमाने के बहुत सारे तरीके हैं जब आपका ब्लॉग पर ट्रेफिक आने लगेगा तो बहुत सारे तरीके भी पैसा कमाने के आने लगेंगे लेकिन शुरू शुरू मे आप Adsence से पैसे कमाए।
Adsence Kya hota hai?
dosto mai bata du ki Adsense ek Google ke Taraf se aane wala Online Product hai jo ki advertisement Provide karati hai.
Paise kamane ke lie aapko Google ke ad pulisher Adsence ko approved karana hoga tab jake aapke Blog Pr Ad aana Start hoga tab aapke Traffic ke hisaab se Earning hone Lagega
Adsense kaam kaise karta hai?
Blogging me paise kamane ke lie sabse pehle aapko apni Blog ko Ready karna hoga jaise Kam se Kam aapke Blog pr 20+ Achha Article rahna chaiye aur Koi bhi copy kiya hua article nhi hona chahiye.
Aapko karna kya hai ki Adsense se bus aapko abne blog ka approved karana padega uske baad adsense ka ad aapke blog pr aane lagega aur bs Earning start ho gyi to is prakar aap Blogging se Paise Kama sakte hai.
Adsense me aapko pageview ke hisab se dollar me payment milti hai aur jitna traffic aapke blog pr aayega utna Earning aapko adsence se hoga, to hope aapko AdSense kya hai aur Adsense se paise kama sakte hai aapko samjh me aa gya hoga.
ये भी पढे:-
● BCA क्या है और कैसे करे पूरी जानकारी
● MCA क्या है और कैसे करे पूरी जानकारी
Affiliate Marketing Kya Hai?
Affiliate marketing ke name se aapko samjh aa gya hoga ki Ye ek type ki Online marketing hota hai jisse aap Kisi Product ko online sell kar sakte hai.
Affiliate marketing me aap apna Product bhi sell kar sakte hai aur Amzon/Flipkart or Other brand ka bhi.
Aapko bus jiska product sell karna hai usse partnership kijiye aur uska Product ka link or ad apne Blog pr laga dijiye.
jisse aapke Jo bhi visiter aayenge aapke blog pr, wo us product ko dekhenge aur Buy bhi kar sakte hai.
Affiliate marketing me aap jis Product ko bhi sell karwate hai uska kuch Percentange aapko commission mil jata hai aur Brand ko bhi apna fayda ho jata hai.
Tips for beginner Blogger
- Aagar aap blogging me beginner ho tab aapko ek baat dhyan rakhna hoga ki reguality bahut important role karti hai blogging me so aap regular rahe.
- Blogging me aapko kahi se content copy nhi karna hai ha aap idea le sakte ho dusri website se lekin copy mat kijiyega.
- Blog pr jyda se jyda article rakhne ke bajaye aap quality aur long article rakhe jisse ki rank ho sake.
- Blog ko jitna ho sake simple rakhe aur mobile friendly theme/template ka use kare.
- Blog ki speed ko kam rakhe jisse jo user hai we jaldi se aapke blog ko open kar sake.
- Apne blog ko sabhi social media like Facebook, WhatsApp, Instagram, pinterest….etc pr jaroor share kare taki google ko ek hit milta rhe aapke blog ke ranking achhi hogi.
- Blogging kisi bhi post ko likhne se pehle aapko us keyword ki research karni hogi jo aap kisi tool ke help se kar sakte ho.
- Blogging me aapko starting me earning ke bare me nhi sochna hai aapko bs kaam karte jana hai baad me bahut earning hogi.
- Apne post ko update rakhe aur samay samay pr usme modify karte rahe taki use ranking me help mil sake.
- Apne blog ka seo achhe se kare taki use ranki9ng mil sake aur uspr traffic aa sake.
- Apne blog ko hamesha light rakhe aur sabhi chij ko ek sequence me saja ke rakhe taki user ko simple rakhe aur unko koi dikkat nhi ho.
To dosto hamne is post ke Madhyam se Blog kya hai? Blogging kaise kare? aur Blogging se Paise kaise kamaye? in sab topic ke baare cover kiya.
Hame ummid hai ki aapko pasand aaya hoga.
nice blog achcha likhte ho, carry on bohut aage tak jaoge
Thanks bro
Such a great post. Thanks for sharing with us.
Affiliate marketing ke jariye aap blog se paise kmaa sakte hai.
Thank You Bro
good information
धन्यवाद!
धन्यवाद!
dear bro if you don’t mind, can I ask u a question
how to make a Do follow backlink for blog
I hope you suggest me a good and valuable information
Thanks For asking a Question, in 200 Backlink methods is totally changed. if You have a blog then firstly your full focus on the Content.
If you want to make backlink than 1st Genuine method is Guest posting.
Guest Posting is the best method to make a backlink make sure that both site have similar niches and language.
Profile, comment backlink doesn't work.
बहुत अच्छी जानकारी सरजी
जानकारी देने के लिए धन्यवाद
Thank you
ब्लॉग से पैसे कमाने के बारे मे बहुत ही बढ़िया पोस्ट लिखा है थैंक्स